This is the largest Indian lyrics site in which you can discover new as well as old songs with the name of the movie and artist. This site brings you all type of songs which you are searching in the market and unable to find out. You will find each class of songs in this site whether it is latest or the oldest.



Hindi Songs> A B C D E F G H I J K L M N O P Q R ST U V W X Y Z

English Songs> A B C D E F G H I J K L M N O P Q R ST U V W X Y Z

B


Title: Baago Mein Bahar Hain
Artist: LATA MANGESHKAR, MOH. RAFI
Album: ARADHANA
Track: 7


rafi : achha to ye baat hai
tum bhi sun lo
jo jo sawal main puchhu unka sach-sach jawab dena
hah
lata: haah
rafi : achaa, to baagon mein bahaar hai
lata : kya
rafi : main ne pocha baagon mein bahaar hai?
lata: haan hai
rafi : kaliyon pe nikhaar hai?
lata: haan hai
rafi: to, to tumko mujhase pyaar hai
lata: na na na, na na na, na na na, na na na

rafi : o... baagon mein bahaar hai
lata: hai
rafi: kaliyon pe nikhaar hai
lata: hai
rafi: o... tumko mujhase pyar hai
lata : na na na, na na na, na na na, na na na
rafi: o... baagon mein bahaar hai

lata: chhodo hato, jaao pakdo na bainyya
aaun na main tere baaton mein sainyya
rafi: tumne kaha hai dekho, dekho mujhe sainyya
bolo tumko iqaraar hai
lata: hai
rafi: phir bhi inkaar hai
lata: haan hai
rafi: o.. tumko mujhase pyaar hai
lata: na na na, na na na, nahi nahi nahi nahi
rafi: o.. baagon mein bahaar hai

rafi: tumne kaha tha main sau duhkh sahungi
chupke piya tere mann mein rahungi
lata : woh sab kahungi lekin vo na kahungi
tumko jiska intezaar hai
lata : hai
rafi: phir bhi takraar hai
lata : hai
o.. tumko mujhase pyaar hai
lata: na na, na na na, na na na, na na na
rafi : o baagon mein bahaar hai

lata :achha chalo, chhedo aage kahani
hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani
rafi : bechain rehati hai prem deewani
bolo kya dil beqaraar hai
lata: hai
rafi : mujhape aitbaar hai
lata: hai
rafi : jeena dushavaar hai
lata : hai, hai
rafi : aaj somavaar hai
lata : are baba, hai
rafi : tumko mujhase pyaar hai
lata : hai
na na na na na




  Copyright © 2005-2006 LyricsYolk.com | Links | Links Partner