This is the largest Indian lyrics site in which you can discover new as well as old songs with the name of the movie and artist. This site brings you all type of songs which you are searching in the market and unable to find out. You will find each class of songs in this site whether it is latest or the oldest.



Hindi Songs> A B C D E F G H I J K L M N O P Q R ST U V W X Y Z

English Songs> A B C D E F G H I J K L M N O P Q R ST U V W X Y Z

Q


Title: Qayamat, qayamat
Artist: SUKHWINDARA SINGH, ALKA YAGNIK
Album: DEEWANE
Track: 8


Yeh aankhen, yeh masti

Yeh aankhen, yeh masti
Yeh palkein, yeh kaajal
Yeh zulfein, yeh khushboo
Yeh choodi, yeh paayal
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat - 2

Yeh chehraa, yeh tevar
Yeh qaatil adaayein
Yeh premi, yeh paagal
Yeh chaahat, yeh mohabbat
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat - 2

Yeh aankhen, yeh masti
Yeh palkein, yeh palkein, yeh palkein, yeh palkein
Yeh kaajal, yeh kaajal, yeh kaajal, yeh kaajal

Aashiq hai kaun voh, tum aashiqui ho jiski
Shaayar hai kaun voh, tum shaayari ho jiski

Hue tum deewane yunhi to nahin
Chala koi jaadu kahin naa kahin, kahin naa kahin

Haan kahin naa kahin, kahin naa kahin

Yeh jaadu, yeh jaadu, yeh jaadu
Yeh rangat, yeh rangat

Yeh jalwa, yeh jalwa, yeh jalwa
Yeh jawaani

Dilbar mere sanam, mehboob mere yaara
Badla hai aaj kyoon andaaz yeh tumhaara

Karoon kya koi zor chalta nahin
Sambhaale se bhi dil sambhalta nahin, sambhalta nahin

Haan sambhalta nahin, sambhalta nahin

Yeh mauje

(La la la la la la la)

Yeh saagar

(La la la la la la la)

Yeh hawaayein, yeh mausam

(La la la la la la la)
Yeh mehfil, yeh nagma
Yeh shonkhi, yeh aalam

Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

Yeh aankhen, yeh aankhen

Yeh chehraa, yeh chehraa

Yeh masti, yeh masti

Yeh tevar, yeh tevar

Yeh palkein, yeh kaajal
Yeh zulfein

Yeh premi

Yeh khushboo

Yeh paagal

Yeh choodi

Yeh chaahat

Yeh paayal

Yeh mohabbat

Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

Haan, qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

Haan, qayamat, qayamat, qayamat, qayamat





  Copyright © 2005-2006 LyricsYolk.com | Links | Links Partner