Hindi Songs>
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R ST U V W X Y Z
English Songs> A B C D E F G H I J K L M N O P Q R ST U V W X Y Z
English Songs> A B C D E F G H I J K L M N O P Q R ST U V W X Y Z
Hindi Song Title: Maa Meri Maa
Hindi Movie/Album Name: BETA
Singer(s): ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
(Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai) - 2
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa - 2
(Poochh na mujhko kitna rulaati thi
Har ghadi har pal teri yaad aati thi) - 2
Seene se aake tune lagaaya
Saare dukhon ko pal mein mitaaya
Tu na jaane bin tere maine kitna dard uthaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa - 2
Maa mujhe tere aanchal mein palna hai
Thaamke ungli tere saath chalna hai) - 2
Pooja ka meri vardaan hai tu
Mere liye to bhagwaan hai tu
Har mandir har moorat mein bas tera roop samaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
O, khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa


